Hosting account par wordpress kaise install kare : Pichli post me humne pada ki kaise WordPress ko local computer par install karte hai is adhyay ke madhyam se hum WordPress ko hamare hosting account par install karna sikhenge jaisa kii pichle adhyaay me maine aapko bataya tha ki wordpress ko local computer par install karana jyada jatil kaam hai hosting account par install karne kee apeksha. aapne ek baar wordpress ko local computer par install kar liya uske baad aapko hosting account par WordPress install karne me koi bilkul bhi pareshani nahi aayegi.
WordPress ko hosting account par install karne ke liye sabse pahle cPanel me login karna padta hai vaha par softculous apps installer ka menu dikhai dega.
Yahan aap dekh sakte hai pahla option hee wordpress dikhai de raha hain jise click karne par Windows dikhai degi.
Install par click karne par installation process ka first option is tarah open hoga.
Hosting account par wordpress kaise install kare
Nimn step fallow karke aap aasani se WordPress install kar payenge.
- choose Protocol mai http://www ko select karen.
- choose domain name mai aapka domain name (sumitclass.in)
- in Directory ko blank rakhe (in directory ko blank rakhne se WordPress public_html me save hoga jisse directly website browser me open ho jayegi)
- Site name me apni site ka name dale.
- Site description me apni website kee detail dale.
- Enable multi-site (WPMU) को select ना करे (ise tab select kiya jata hai jab hum ek se adikh website bana rahe ho)
- Admin user set karen jaise admin/administrator kuch bhi aap set kar sakte hia aapki website ke user ke liye.
- password set karen
- language me English set karen
bas iske baad sabse niche diye gai install option ko click kar de jisse aapka wordpress aapke hosting account par install ho jayega.
इस तरह का error आने पर अपने hosting account के public_html में से index.php नाम की file को delete कर दें दोबारा try करें|
jab aapka WordPress puri tarah se install ho jayega to aapko yah window dikhai degi
WordPress install hone ke baad hume hamari website is tarah dikhai degi.
अब आप www.sumitclass.in/wp-admin पर जाके आपकी website को edit कर पाएंगे जिसके लिए आपको इस window में login करना होगा
Ab aap www.subitclass.in/wp-admin par jake aapi website ko edit kar payenge (sumitclass.in kee jagah par aapi site ka name use kare)
Yahan par vahi username or Password use kare jo wordpress install karte vakt set kiye the. safaltapurvak login hone par aap wordpress ke home page me pahuch jayeng.
अA यह पोस्ट हिन्दी में भी पड़े | Read also in English